Pintu
Career
English, Hindi,
Reviews :
Rating:
|Exp :7 Years
Mera name Pintu hai and mai Vedic astrologer hun and Khalilabad Uttar Pradesh ke Rahane wala hun and Maine jyotish Shiksha jyotish Vidya sabse jyada grandfather Se Maine Shiksha prapt Kiya Hai and Ayodhya and Banaras mein rahakar ke Maine jyotish Vidya knowledge liya hai Shiksha Diksha prapt kiya hai aur agar Main kahun to 8 year ka online experience hai already platform per work kar chuka hun online aur 12 year ka offline experience jatakon ki Kundli mein jaise ki Rashi planet combination planet raashi ka grah dosh ya rajyog jo bhi situation hota Hai main carier jaise ki love life marriage legal case divorce Jaise main prediction deta hun sabse pahle main customer ki feeling problem ko samajhta hun uske baad main humble ke sath honestly prediction deta hun
I am a practicing Astrology in Career with an experience of more than 7 years now. I obtained my B.A degree from college.
No Review Found